New In Notepad


New In Notepad
(Notepad me  New file Open Karnay Ka Treeka)
Open Notepad (Sab se pehlay Notepad Kholain)

Run me jaa kar Notepad Likhain, Notepad Open Ho jay ga.



Agar aap aik file me kaam kar chukay hain. Aur us ko Save kia hai tab bhi, Ya Agr save nahi kia hai tab bhi. Ap Notepad me rehtay howay doosri file as a new open karna chahtay hain to.

File -> New
Ctrl + N

Yeh step dohraahiye.

Jese hi aap file me jaa kar new pe click karain ge ya ctrl + N press karain gay to,
Jo data aap ne pehlay se likha howa hoga, wo disappear (gaayab)ho jaay ga.

Aur aap kay saamny aik new file bilkul Blank (Khaali) aajay gi.

Ab aap again new data enter kar kay is file ko kissi doosray naam se save kar saktay hain.

Related Things you might see:

Share this :

Post a Comment

 
Support : Creating Website | Johny Template | Mas Template
Copyright © 2011. Just Full Versions - All Rights Reserved
Template Created by Creating Website Published by Mas Template
Proudly powered by Blogger