Save As in Notepad in Urdu



Save as in Notepad:


Jab file ko pehli bar save karty hain to save pe click kartay hain. Darj Zail Tareeky se.

File -> Save
Ctrl + S
.
Us file ko aik naam se save karny k baad agar ap usi file ko notpad me rehtay hoy kisi aur naam se save karna chaahen toh save as ka option ikhtiar karty hain.
Nechay diye gaye treeky k mutabik

File -> Save As

Jese hi aap save as pe click karyn gy aik window open ho jay gi. (yeh window bilkul wesi hi ho gi. jo ap save ka option use kartay hoy dekhtay hain.)

Aagy ap woi step dohraain, jo aap ne pehli baar file ko save karty hoy kiye thy.
Matlab us window me file ka naam likhen (new file ka naam, pehly save ki gai file k naam se alag hona chahiye).

Phir
File save karny ka path set karain.
(agr desktop pe save karni hai to desktop show karwa den. matlab ooper diye gay drop down menu me se desktop ko select kar den.)

Phir save pe click kardain.
ap ki pehli save ki hoi file aik alag naam se save ho chuki hai. Jab keh pehli save ki hoi file be mojood rahy gi.


Related Things you might see:

Share this :

Post a Comment

 
Support : Creating Website | Johny Template | Mas Template
Copyright © 2011. Just Full Versions - All Rights Reserved
Template Created by Creating Website Published by Mas Template
Proudly powered by Blogger